★★★★★5.0
Bilkul pure variety – jaisa bola waisa hi mila
Mera plant bilkul genuine aur healthy mila. Growth bhi fast hai. Paisa vasool experience raha.
Kab tak pahunchega?
Aate hi: box turant kholein, halka paani dein aur paudhe ko 2–3 din halki chhaya mein rakhein.
Lagana: dhoop wali jagah chunein, jad ke gole se do guna bada gadda khodein, sadi hui khaad milayein aur lagane ke baad bharpoor paani dein.
Paani: mitti nam rahe par paani jama na ho; sardiyon mein paani kam karein.
Dhoop: roz kam se kam 5–6 ghante seedhi dhoop.
Paani: mitti nam rahe par paani jama na ho; sardiyon mein paani kam karein.
Khaad: har 2–3 mahine mein sadi hui gobar khaad ya compost dein.
Har paudha damage-proof packing mein jaata hai aur usually 1–2 din mein dispatch hota hai. Location ke hisaab se delivery mein lagbhag 10–12 din lagte hain — hum shehar aur gaon dono jagah deliver karte hain.
Har plant damage-proof packing mein jaata hai, taaki lambi doori ke baad bhi fresh aur healthy pahunche.
Order usually 1–2 din mein dispatch hota hai aur location ke hisaab se lagbhag 10–12 din mein deliver ho jaata hai.
Box turant kholein, halka paani dein aur 2–3 din plant ko halki chhaya mein rakhein. Phir zameen ya bade gamle mein lagayein.
Asli customers, asli baatein.
★★★★★5.0
Mera plant bilkul genuine aur healthy mila. Growth bhi fast hai. Paisa vasool experience raha.
★★★★★5.0
Plant bilkul fresh aur safe condition mein mila. Packing strong thi aur 2 hafte mein hi new leaves aa gayi. Quality dekh kar bahut khush hoon.
★★★★★5.0
Maine Lovely Nursery se Citrus plants order kiye the, aur honestly quality dekh ke bahut khush hua. Plants healthy the, roots strong thi aur packing bhi kaafi secure thi.
★★★★★5.0
मुझे Dormancy वाले पौधे चाहिए थे और यहाँ सही वैरायटी मिल गई। पैकिंग बढ़िया थी और पौधे का साइज भी उम्मीद से बेहतर था। कस्टमर सपोर्ट ने भी अच्छे से मदद करी।
Krishan Kumar
★★★★★5.0
Plant size expected se bada tha aur damage bilkul nahi hua. Service aur quality dono zabardast lage.
★★★★★5.0
पहली बार यहाँ से पौधे मंगवाए थे और अनुभव बहुत अच्छा रहा। पौधा बिल्कुल ताज़ा और सही हालत में मिला। अब आगे से पौधे यहीं से खरीदूँगा।
Ram Kumar
Hamare YouTube channel ki latest shorts — paudhe, bageeche aur kheti ke tips.
Dekhiye hamari nursery mein paudhe kaise taiyar hote hain — grafting se lekar packing tak, aur kaise wo aap tak pahunchte hain.
Sirf genuine, true-to-type varieties.
Har paudha hamari nursery mein taiyar.
Lambi doori ke baad bhi healthy.
North India ki bharosemand nursery.